Friday, November 06, 2009

तमन्नाओं के पर


--------------------------------------------------------
जब तक तुम थे
मैंने अपनी तमन्नाओं के
पर नहीं बढाए................
के रंगों कि कमी
कभी महसूस ही ना हुई !

पर अब लगता है
के बढाऊँ इन्हें....
और इतना बढाऊँ
के इनके रंगों से
सारा आकाश ढाँप दूँ !!

क्या करुँ ....
दिल को ना सही,
पर कम से कम,
ज़िन्दगी को तो यह गुमां रहे
कि तुम अब भी
उसके साथ हो............................

11 comments:

nilesh mathur said...

isme koi sak nahi ki aap bahut hi badhiya lekhika hain, par aap ki ye kavita mere sir ke upar se nikal gayi, bahut socha par koi sira nahi pakad paya, please tell about this poem.

Pankaj Upadhyay (पंकज उपाध्याय) said...

waaaah....bahut achha hai tamannao ke par badhaiye....aur zindagi ko andhere mein rakhiye...lekin kab takk...

ye ek short term upaay hai:) dil ko samjhaiye ..aur bhi tarike honge

वर्तिका said...

@ nilesh sir.... thnks sir ki aapne padhaa... nd u were honest abt wat u felt abt the poem... shayad meri kavitaa thodi kamzor reh gayi aur main hi sire acche se jod nahin paayi... hope aage se aisaa naa ho...koshish karoongi....

yahan maine bas yahi kehne ki koshish ki hai ki kisi ke chale jaane ke kaaran achanak zindagi mein rangon ki kami ho gayi... so isiliye uss kami ko bharne ke liye lekhikaa ko lagaa ki tamannon ke par ( jo titliyon ke rangeen se paron ki tarah lagte hain) unko badhaana chahiye, aur itnaa badhaana chahiye ki zindagi ki nazar jahan tak jaa sakti hai, use vahan tak rang hi rang dikhein... kisi ke jaane se jo rangon ki kami hui hai use uskaa pataaa hi naa chale.... par dil ko to sab pataa hai aur use samjhaakar bhi use bhulaawe mein nahin rakhaa jaa saktaa so kam se kam zindagi ko, aur zindagi se jude doosre logon ko pehle aur ab mein koi antar naa dikhe iski koshish mein tammannon ke parr badhaaye jaayein.... :)

hope i have made things cleared now... par aage se koshish karoongi ki siron ko behtar tareeke se jod paaon.... :)


@ pankaj upadhyay.... thanks pankaj ji.... :) zindagi ko andhere mein kahan rakh rahien hain....use to rangon mein rakh rahe hain... :) viase bhi yeh ek kavitaa matr hai.... :)

M VERMA said...

जब तक तुम थे
मैंने अपनी तमन्नाओं के
पर नहीं बढाए................
के रंगों कि कमी
कभी महसूस ही ना हुई
==== शायद सारे रंगो मे तुम ही तो थे
बेहतरीन है रचना और पूर्णतया सम्प्रेषणीय भी. भाव अमूर्त होते हुए भी मूर्त हो जाते है.
कवि भावनाओ को पिरोता है और कविता बनती है और एक ही कविता अलग अलग पाठको को अलग अनुभूति और भाव प्रदान करती है.
बहुत सुन्दर रचना

डॉ. महफूज़ अली (Dr. Mahfooz Ali) said...

very touchy poem........ m touched.....


मेरी रचनाएँ !!!!!!!!!

हरकीरत ' हीर' said...

क्या करुँ ....
दिल को ना सही,
पर कम से कम,
ज़िन्दगी को तो यह गुमां रहे
कि तुम अब भी
उसके साथ हो............................ लाजवाब ......!!

वर्तिका जी इसे कहते हैं जीना .....बहुत खूब .....!!

!!अक्षय-मन!! said...

बहुत ही अच्छा लिखा है गहराई के साथ एक मर्म है आपकी लेखनी मै जीवन इसे ही कहते हैं जहाँ दर्द भी दवा बन जाये दिल को छूने वाली कविता...........

माफ़ी चाहूंगा स्वास्थ्य ठीक ना रहने के कारण काफी समय से आपसे अलग रहा

अक्षय-मन "मन दर्पण" से

!!अक्षय-मन!! said...

dil se hi jindagi panapti hai......
ye bhi yaad rakhna aap :)

mark rai said...

क्या करुँ ....
दिल को ना सही,
पर कम से कम,
ज़िन्दगी को तो यह गुमां रहे
कि तुम अब भी
उसके साथ हो...
..........in panctiyon me wo mithaas hai jinhone comment karne par mazboor kar diya ....thanks for posting such nice poem..

Avinash Chandra said...

Kavitaa ka har ek shabd behtareen hai....

par ye jo bhaav hain aapke...


zindagi ko andhere mein kahan rakh rahien hain....use to rangon mein rakh rahe hain... :) viase bhi yeh ek kavitaa matr hai.... :)


salaam!!!

Lams said...

Vartika Ji, sabse pehle to yehi kahunga ki kavita/nazm keliye hazaar topiyaan uchhaal di maine :)
Doosri baat yeh ki aapne nazm ke sabhi sire achhe se jode hain. nazm kahin se bhi kamzor nahi hai. Yeh aapke bhaav hain jo dil se nikle hain to isme mazboot aur kamzor ka sawaal hi nahi uthtaa. nazm mere dil ko chhoo gayi aur kisi bhi rachna keliye yehi sabse badi baat hoti hai ki wah paathak ko choo jaaye. bahut hi achha likha hai aapne.

--Gaurav